Friday, March 6, 2009

जो टूट गया वो अच्छा था!

तामीर घरौंदा एक करूँ
करता है कोशिश बार ही बार
बस एक नमी की कमी ज़रा
बो देती है राहों में खार

"बेकार की कोशिश है बेटे"
जब कोई कहता है पुकार
बच्चा कहता है ये हँसकर
"जो टूट गया वो अच्छा था!"

3 comments:

Piyush k Mishra said...

Siddhartha babu Is poem ka unwaan hi itna khoobsoorat hai, jaanleva bilkul.

Flow to aapki kavitaaon mein rahta hi hai. bahut hi khoobsoorat kavita.

Sid said...

Piyush ji, ye picture meri original click hai, par afsos ki itni achchhi kalam meri nahi, Jigar Shyopuri ji ki hai.

Dar_asal, is blog par meri original poetry generally nahi rahti. Wo kewal poetry blog ke liye surakshit rahti hai :)

Piyush k Mishra said...

nahiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiin. Ye nahin ho sakta. Sidhhartha babu aap mujhe yun dhokha nahin de sakte.

he he
koi baat nahin. aapka ye link dekha aur yahan tak aaya to. Subah subah aapki kuchh behatareen pictures dekh li maine. har picture ke saath ka quotation perfect hai.